Home
New mp3 songs
Hindi mp3 songs
Bangla mp3 songs
Marathi mp3 songs
Ghazal
Devotional
Qawali
T.V Serials Title Songs
Patriotic
Instrumental
Disco
Remix

derben_clove


derben_clove

Maine pyaar kiya

Maine pyaar kiya mp3 songs

Lyrics Name Lyrics Type Perform Action
Maine pyaar kiya Complete Lyrics lyrics Visit
Maine pyaar kiya Band lyric Visit
Maine pyaar kiya free song song lyric Visit
lyric of Maine pyaar kiya mp3 songs Visit
Maine pyaar kiya play online | Maine pyaar kiya song lyrics | Maine pyaar kiya listen | Maine pyaar kiya playlist
Title : Maine Pyaar Kiya
Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA
Singer(s) : LATA MANGESHKAR & S.P.BALASUBRAHMANYAM

Lyrics:

S.P.BALASUBRAHMANYAM

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..O.........O.....OH

Pehle pahal jab usay maine dekha
Vo ban gayi meri kismat ki rekha

Khabar kya thi ye baat itni badhegi
Mohaabat mein mahnat bhi karni padegi

Dilwaale mahnat se darte nahin hai
Darte hain vo pyaar karte nahin hai

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai]
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O..

Duniya ki daulat thukra chuka hoon
Zulfon ki chhaaon mein aakar ruka hoon

Ye chhaaon meri hai meri rahegi
Jo main kahoonga vo duniya kahegi

Ye chaand sooraj bhi chhodein chamakna
Mushkil hain mere iraade badalna

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
CHORUS
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

O..OH..........O
LATA
Main teri dil tera ye jaan teri
Tera mohabbat hai pehchaan meri

Main aaj kehti hoon ye sabke aage
Ek din main keh doongi ye rab ke aage

Tujhko hi bigde banana padega
Bichhde huey dil milana padega

Maine O maine ki maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
O ..
Dil deke darde mohabbat liya hai
Soch samajh ke ye sauda kiya hai
LATA
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
BOTH
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai

S.P.BALASUBRAHMANYAM

Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai
Maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai



Maine pyaar kiya online play | lyrics in Maine pyaar kiya | lyrics to Maine pyaar kiya | Maine pyaar kiya band


Note: If songs are not played, please report us through your precious comments. We fulfill all your demands within 24 hours.
                                                 
Your name :
Your feedback to this song :

Popular Tags: lyrics of Maine pyaar kiya | Maine pyaar kiya song lyrics | Maine pyaar kiya | Maine pyaar kiya mp3 songs

Recent Tags: Maine pyaar kiya online listen | Maine pyaar kiya free music | Maine pyaar kiya music | Maine pyaar kiya Songs Lyrics & Mp3 Free