Title : Sawan Ka Mahina Movie/Album Name: MILAN Singer(s) : MUKESH, LATA MANGESHKAR
Lyrics:
Mukesh Hmmm.. Sawan ka mahina, pawan kare sor Lata Sawan ka mahina, pawan kare sor Mukesh Hhmm, pawan kare sor Lata Pawan kare shor Mukesh Arey baba shor nahin .. sor, sor Lata Pawan kare sor Mukesh Haan.. Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor.. Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
Lata Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
Mukesh Raama gajab dhaae, yeh purwaiyya Lata Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya Mukesh Rama gajab dhaae, yeh purwaiyya Lata Naiyya sambhalo kit, khoe ho khiwaiyya Mukesh Hey.. Purwaiya ke aage, chale naa koi zor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
Lata Ooo BOTH Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
Lata Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaara Mukesh Jaana kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara Lata Maujhwa kare kyaa jaane, humko ishaara Mukesh Jaana kahaan hai poochhe, nadiyaa ki dhaara Lata Marzi hai tumhari, le jaao jis or Jiyara re jhoome re aise re jaise banmaa naache mor
Mukesh: Ooo BOTH Sawan ka mahina, pawan kare sor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
Lata Jinke balam bairi, gaye hain bideswa Aaye hain leke unke, pyaar ka sandeswa Kaali maat waari ghathaye ghan.ghor Jiyara re jhoome aise jaise banmaa naache mor
Sawan ka mahina, paware soan kr Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor Jiyara re jhoome aise, jaise banmaa naache mor
|