Song Lyrics: Phir Tumhaaree Yaad Aayee Aye Sanam Song Lyrics Movie or Album: Rustom Sohrab 1963 Singer(s): Mohammad Rafi, Manna Dey, Saadat Khan Music Director(s): Sajjad Hussain Lyricist(s): Qamar Jalalabadi
Lyrics
phir tumhaaree yaad aayee aye sanam, aye sanam ham naa bhulenge tumhe, allaah kasam allaah kasam, allaah kasam, allaah kasam
haale dil yaar ko likhu kaise hath dil se juda nahee hota kis tarah unko bataaye apana gham, aye sanam ham naa bhulenge tumhe, allaah kasam
tum mere dil me, meree aankho me ho tum mere khwaabo, meree aaho me ho dur rehakar bhee juda honge naa ham, aye sanam ham naa bhulenge tumhe, allaah kasam
jabse dekhi surat unakee, ham shama jalaana bhul gaye ruksar kee surkhee kya kahiye, phulo kaa fasaana bhul gaye bas itanee kahaanee hai apanee, jab aankh mili behosh huye daaman se hawa tum kar naa sake, ham hosh me aana bhul gaye kitne pyare hain mohabbat ke sitam, aye sanam
kya lutf aa raha tha -3, dilbar kee dillagee se najare bhee thee mujhee par, parda bhee tha mujhee se kya hasin tasvir thee, allaah kasam, aye sanam ham naa bhulenge tumhe, allaah kasam allaah kasam, allaah kasam, allaah kasam
|