Song Lyrics Title = Pyar Ka Samay Song Lyrics Movie = Raampur Ka Lakshman (1972) Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri Music Composer = Rahul Dev Burman Director = Manmohan Desai Music Label = Saregama Starring = Randhir Kapoor, Rekha, Shatrughan Sinha Release on = 26th July, 1972
mp3 songs
Are pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali Pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali
Jo bhi kare pyaar main uska yaar Galat mujhe na samajhana Main toh yaha aaya hu milan ke liye Main subha shaam sabka ghulaam Itna magar yaad rakhana Bura hu main bas dushman ke liye Ulfat ke jo pyaase ho tum Chahat kahu main bhi sawaali Pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali
Abhi yeh samaa hai meharbaan Jhoom ke jee le deewane Kaisi haar mastaani raat hain Zindagi ka lele mazaa Phir kya ho kaun jaane Bhai mere kuchh na tere haath hain Do chaar pal lehra ke chal Aye zindagi kab rukane wali Pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali
Khel haseen aadat meri Shukra hai na main na jaanu Maine yahi ab tak jaana nahi Tum bhi mere, tum bhi mere Sabko apnaa hi maanu Par yeh dil sabka deewana nahi Aur jispe hai deewana dil Uski adaa sabse nirali Pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali Pyar ka samay kam hai jahaa Ladate hai log kaise wahaa Kyon mere yaar maine bhi aaj Kya baat khi de taali.....
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|