Song Title = Ye duniya hai Movie/album = Suraksha 1979 Singers = Kishore Kumar, Manna Dey, Usha Mangeshkar Song Lyricists = Ramesh Pant Music Director = Bappi Lahiri Director = Ravikant Nagaich
Mp3 Song Lyrics
((Ye dunia hai usi ki jo use jhukata hai Jamana bhi usi ke nam ko dohrata hai Koi nadan jab tufan se takrata hai Wo dusman aap apni jan ka ban jata hai Jo takat war ke aage sar nahi jhukata hai Wo hai ek diwana use kya samjhana Wo hai ek diwana use kya samjhana
Ye dunia ye dunia Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai Wahi ek aisi takat hai jo sabpe bhari hai Kisi ne ki mitane ki hame tyari hai To uska sar jhukane ki hamari bari hai Jara dil thamna hua hai samna Jara dil thamna hua hai samna
Hamesha jo bhi takat ke Nashe me chur hota hai Hazaro pe sitam karke hi wo mashur hota hai Shamya jiske sine me khuda na nur hota hai Kisi takat ke aage wo nahi majbur hota hai Khuda ko bhul kar insan ko magrur hota hai Magar hona wahi hai jo use manjur hota hai Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai
Khadi ho maut jab sar pe To allah yad aata hai Jise marna hai wo allah ko pyara ho jata hai Hamara samna karne ki jo himmat dikhata hai Wo is dunia se jata hai Hamare khof se sara jamana thar thararta hai Hamare hath se koi na bach ke jata hai Ye dunia hai usi ki jo use jhukata hai Jamana bhi usi ke nam ko dohrata hai Koi nadan jab tufan se takrata hai Wo dusman aap apni jan ka ban jata hai Jo takat war ke aage sar nahi jhukata hai Wo hai ek diwana use kya samjhana Wo hai ek diwana use kya samjhana
Maut ki dhamki jo deta Wo khud marne se darta hai Aag se khelne wala aag me jal ke marta hai Tere mathe pe to bujdil Jhalak aaya pasina hai Tujhe malum kya tujhko jara si der jina hai Kise malum kiski maut kiske hath honi hai Teri kismat me jo likhi hai wahi bat honi hai Faisla karna hai mera samna To maidan me aaja Karega samna mera bada hai hausla tera Abhi tak har kadam me Tujne mujhse mat khai hai Aaj maine sare mahfil maine teri gardan jhukayi hai Ye dunia ye dunia Ye dunia hai usiki shan jiski nyari hai Usi ka nam leti kaynad sari hai Wahi ek aisi takat hai jo sabpe bhari hai Kisi ne ki mitane ki hame tyari hai To uska sar jhukane ki hamari bari hai Jara dil thamna hua hai samna Jara dil thamna hua hai samna...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|