Song Title = umsa Koi Nhi Zamane Me Movie/Album = Vapsi Saajan Ki (1995) Singers = Anuradha Paudwal, Suresh Wadkar Song Lyricists = Azad Jullundhary Music Director = Anand Shrivastav, Milind Shrivastav Director = Garvey Bedwal
Mp3 Song Lyrics
((Tumsa koi nahin zamaane mein Tumsa koi nahin zamaane mein Sari duniya ko aaj maya hai Aisa lagta hai tujhko malik ne Aisa lagta hai tujhko malik ne Sirf mere liye banaya hai Tumsa koi nahin zamaane mein
Phul jab bhi khile hai gulshan mein Mahek tere badan ki aayi hai Phul jab bhi khile hai gulshan mein Mahek tere badan ki aayi hai Hoth jab bhi khile hai tere sanam Sari duniya hi muskurai hai Jab bhi dekha hai chand ko meine Jab bhi dekha hai chand ko meine Mujhko tera khayal aaya hai Tumsa koi nahin zamaane mein
Sokhiya aapne sikhayi hai Mast sawan ki in hawao ko Sokhiya aapne sikhayi hai Mast sawan ki in hawao ko Dekh kar aap ki si aar zulfein Sharm aane lagi gatao ko Bhiga bhiga sa ye badan tauba Bhiga bhiga sa ye badan tauba Mera iman dag magaya hai Tumsa koi nahin zamaane mein
Tu farishta hai aasmano ka Meri duniya mera naseeb hai tu Tu farishta hai aasmano ka Meri duniya mera naseeb hai tu Meri nazaro mein tu samayi hai Mere dil ke bahut karib hai tu Ab na bichhadenge zindagi mein kabhi Ab na bichhadenge zindagi mein kabhi Hum ko taqdeer ne milaya hai Tumsa koi nahin zamaane mein Sari duniya ko aaj maya hai Aisa lagta hai tujhko malik ne Sirf mere liye banaya hai Tumsa koi nahin zamaane mein...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|