Song Lyrics Title : Zindagi Kya Hai Ik Latifa Hai Song Lyrics Movie : Amrit (1986) Singers : Kishore Kumar Song Lyricists : Anand Bakshi Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar, Pyarelal Ramprasad Sharma Director : Mohan Kumar Music Label : Saregama
mp3 songs
Som, mangal, budh, veer, sukar, sani, itvaar Sath dino me hasana chahiye Kam se kam sath sau bar Acha dada ha aa, to bacho
Zindagi kya hai ik lateefa hai Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai
Zindagi kya hai ik lateefa hai Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai
Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek bahara, ek anda, ek langda aur bhikari Jangal me ja rahe the Chalte chalte bahre ne kha Are doste rukh jao jara mujhe choro ke Aane ki aawaj sunayi de rahi hai To andhe ne kaha tujhe Aawaj sunayi de rahi hai Mujhe to mujhe to Chor dhikhayi de rahe hai To langda bola chalo chalo Bagh chalte hai To bhikari bolo are jaldi chalo Nahi to mai luth jaunge
Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai Dug dugi baaje dham dham dham Nach bandriya ham cham cham Zindagi kya hai ik lateefa hai Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahin tarika hai
Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek miyaa bibi aathvi manjil pe rahate the Miya daftar jane ke liye ghar se nikala Niche sadak pe aake use yaad aaya Are mera batua to upar rah gaya Begum, ari begum Mera batua niche fekiye Begum ne kaha kya kaha Jor se boliye huzur mujhe khuchh Sunayi nahi de raha Miya ke gale me durbin latki thi Use dhur ki shuji Usne fauran durbin aanko pe lagayi Aur apni begum ka nurani chehra Apne chehre ke pas laker kaha Begum mera batua niche fekh dijiye
Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai Bolo bolo bolo ek latifa suno
Ek aadmi halwayi ki dukan pe gaya Usne rupiya faika aur kaha Oye mundiya ek taji aur mitti lassi bana Dukandhar ne kaha abhi lo badsah Laasi pite hi us aadmi ko gussa aa gaya Usne dukandhar se kaha Tum basi aur khati lassi pila kar Garahko ko luthte ho Dukandhar ne kaha huzur gustakhi maaf Paise lena mera kaam hai Dena mera kam nahi Us aadmi ne kha,kaha hai dukan ka malik Huzur vo pas wali dukan me lasi pine gaya hai
Zindagi kya hai ik lateefa hai Zindagi kya hai ik lateefa hai Jeene ka bas yahi tarika hai....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|