Song Lyrics Title = O Geet Nhi Ban Sakte Song Lyrics Movie = Do Bhai (1960) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Anand Bakshi Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Director = Brij Music Label = Saregama Starring = Ashok Kumar, Mala Sinha, Jeetendra, Jagdeep, Sheikh Mukhtar, Manmohan, Chand Usmani, Malika, Asit Sen, Gautam Mukherjee, Pal Sharma, Subroto Mahapatra, Vinod Sharma Release on = 9th February, 1969
mp3 songs
Geet nahin ban sakte Kuchh saaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain Geet nahin ban sakte Kuchh saaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain
Mubaarak aapko Ye din khushiyon bhara Mubaarak aapko Ye din khushiyon bhara aaa Geet nahin ban sakte Kuchh saaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain
Kisi mehfil mein Wo bhi chale aayen to Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to Kisi mehfil mein Kisi mehfil mein Wo bhi chale aayen to Kahin ittefaaq se aankhen mil jaayen to Dekhte unko dil dar jaata hai Iss zamaane mein kuchh hamraaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain
Laralalala laralalala Laralala laralala Hahahahaha hahahahha hahahhaa hahahaha
Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye Aise mil jaati hai Aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye Hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye Jin ka matlab koyi na samjhe Daastaane dil Alfaaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain
Duniya ke chehre par kitne naqaab hain Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain Duniya ke chehre par Duniya ke chehre par kitne naqaab hain Dilon mein to kaante hain hothon pe ghulaab hain Jhooth pe sach ka dhokha ho jaata hai In jahaan waalon ke andaaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain Geet nahin ban sakte Kuchh saaz aise hote hain Baat nahin kar sakte Kuchh raaz aise hote hain Mubaarak aapko
Ye din khushiyon bhara ho Mubaarak aapko Ye din khushiyon bhara ho Mubaarak aapko Ye din khushiyon bhara.
Posted by : Priyuanka Shukla
|