Song Lyrics Title = Mausam Ye Suhana Hai Song Lyrics Movie = Ghar Ki Izzat (1994) Singers = Asha Bhosle, Suresh Wadkar Song Lyricists = Anjaan Music Composer = Amar Biswas, Utpal Biswas Director = Kalpataru Starring = Jeetendra, Rishi Kapoor, Juhi Chawla, Anita Raaj, Asha Parekh, Kader Khan, Shakti Kapoo Release on = 16th December, 1994
mp3 songs
Mausam ye suhana hai Mera dil bhi deewana hai Mausam ye suhana hai Mera dil bhi deewana hai Aaj jaane ki jid na karo Aaj jaane ki jid na karo Haye dil ko muskil manana hai Dil ko muskil manana hai Mausam to bahana hai Tumhe mujhko satana hai Aji roko na jaane bhi do Mujhe roko na jaane bhi do Dil ka dusman zamana hai Dil ka dusman zamana hai
Teri chahat ki khushbu hawao mein hai Teri ulfat ki rangat fizao mein hai Teri chahat ki khushbu hawao mein hai Teri ulfat ki rangat fizao mein hai Been kiye ye kadam dagmagane lage Kya nasha aaj teri nighaho mein hai Nighaho mein hai Aji roka na jaane bhi do Mujhe roko na jaane bhi do Dil ka dusman zamana hai Dil ka dusman zamana hai Mausam ye suhana hai Mera dil bhi deewana hai
Sabse keh dengi phulo bhari wadiya Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan Sabse keh dengi phulo bhari wadiya Chugli khayengi ye mehki tanhaiyan Bad mudat ke milne ka mauka mila Fir dobara ye mauka milega kaha Milega kaha Aaj jaane ki jid na karo Aaj jaane ki jid na karo Haye dil ko muskil manana hai Dil ko muskil manana hai Mausam to bahana hai Tumhe mujhko satana hai Aji roko na jaane bhi do Mujhe roko na jaane bhi do Dil ka dusman zamana hai Dil ko muskil manana hai Dil ka dusman zamana hai Dil ko muskil manana hai.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|