Song Lyrics Title = Insaaf Ki Awaaz Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Awaaz (1986) Singers = Kishore Kumar Song Lyricists = Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer = Bappi Lahiri Director = D. Rama Naidu Music Label = T-Series Starring = Rekha, Anil Kapoor, Richa Sharma Release on = 14th November, 1986
mp3 songs
Jab saitano ne milkar maran maridang bajaya Iman ko dafnaya or juth ko taj pahnaya Kanun kaha soya tha Insaf kaha khoya tha Kanun kaha soya tha Insaf kaha khoya tha Jab sachai ke sine me khanjar utara jata hai Jalim logo ke hatho jab isha ko mara jata hai
Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai Mang rahi hai jawab insaf ki awaz
Kuchh log jahar se jahrile Jo yari ka dum bharte hai Dusman se hath milate hai Yaro se dhokha karte hai Jo kismat likhte aaye hai Un hatho ko kya or mila Itni mehnat ke badle me Unhe maut ka tohfa diya gaya Mang rahi hai jawab insaf ki awaz Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai
Ye aankhe nahi koi sehra hai Ek bund nahi hai pani ki Kismat ne mang me aag bhari Or abhi umar hai jawani ki Ye atal himalay ke jaisi Ye aansu kaha bahati hai Chahe taj mile ya kafan mile Ye apna farz nibhati hai Jab aankhe ro nahi pati Dil andar andar rota hai Kanun kaha sota hai insaf kaha hota hai Mang rahi hai jawab insaf ki awaz Insaf ki awaz,insaf ki awaz...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|