Song Lyrics Title = Lehron Se Pooch Lo Song Lyrics Movie = Kafila (1952) Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Song Lyricists = Brajendra Gaud Music Composer = Bhagatram Batish, Husnlal Batish Director = Arvind Sen Music Label = Saregama Starring = Ashok Kumar, Naliki Jaywant, Motilal
mp3 songs
Lehron se poochh lo Lehron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Phir bhi yaqeen na ho to Phir bhi yaqeen na ho to Sitaaron se poochh lo Lehron se poochh lo Lehron se poochh lo
Ulfat ki umangon ka Chhota sa kaafila Chhota sa kaafila Dhadkan ki raah chalke Is dil se jaa milaa Is dil se jaa milaa Phoolon ki jawaani ke Udhaaron se poochh lo Phoolon ki jawaani ke Udhaaron se poochh lo Sharmaayen agar phool to Sharmaayen agar phool to Taaron se poochh lo Lehron se poochh lo Lehron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Phir bhi yaqeen na ho to Phir bhi yaqeen na ho to Sitaaron se poochh lo Lehron se poochh lo Lehron se poochh lo
Hasrat hamaari ek hain Armaan ek hain Aji armaan ek hain Yoon ham juda juda hain Magar jaan ek hai Magar jaan ek hai Gulshan ki bahaaron ke Nazaaron se poochh lo Gulshan ki bahaaron ke Nazaaron se poochh lo Jhukti hui nazar ke Jhukti hui nazar ke Ishaaron se poochh lo
Lehron se poochh lo Lehron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Ya kinaaron se poochh lo Phir bhi yaqeen na ho to Phir bhi yaqeen na ho to Sitaaron se poochh lo Lehron se poochhh lo Lehron se poochh lo.....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|