Song Lyrics Title = Zaroorat Hai Zaroorat Song Lyrics Movie = Man-Mauji (1962) Singers = Kishore Kumar Song Lyricists = Rajendra Krishan Music Composer = Madan Mohan Kohli Director = R. Krishnan, S. Panju Music Label = Saregama Starring = Kishore Kumar, Sadhana, Kumari Naaz
mp3 songs
((Zaroorat hai zaroorat hai, sakht zaroorat hai Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Ek shrimati ki, kalawati ki, sewa kare jo pati ki Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Ek shrimati ki, kalawati ki, sewa kare jo pati ki Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Haseen hajaro bhi ho khade, magar usi par najar pade Haseen hajaro bhi ho khade, magar usi par najar pade
Ho julf galo se khelati, ke jaise din raat se lade Ho ho ho ho
Adao mein bahar ho, nigaho me khumar ho Kubul mera pyar ho to, kya baat hai
Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai Ek shrimati ki, kalawati ki, sewa kare jo pati ki Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Jhatak ke gesu jaha chale, to sath me aasma chale Jhatak ke gesu jaha chale, to sath me aasma chale
Lipat ke kitne bhi pao se, ye puchhate ho kaha chale Ho ho ho ho Pyar se jo kaam le, hans ke salam le Wo hath mera tham le, to kya baat hai
Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai Ek shrimati ki, kalawati ki, sewa kare jo pati ki Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Itar me sanse basi basi, wo mastiyo me rasi rasi Itar me sanse basi basi, wo mastiyo me rasi rasi
Daraj palke jhuki jhuki, bhave ghaneri kasi kasi Ho ho ho ho
Phulo me gulab ho khud apna jawab ho Wo pyar ki kitab ho to kya bat hai
Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai Ek shrimati ki, kalawati ki, sewa kare jo pati ki Zaroorat hai zaroorat hai, zaroorat hai
Ha ha shrimati ki, ho ho kalawati ki Sewa kare jo pati ki
Zaroorat hai zaroorat hai, zarurat hai Sakht zaroorat hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|