Song Title = Apna To Zamane Me Movie/Album = Naya Andaz (1956) Singers = Kishore Kumar Song Lyricists = Jan Nisar Akhtar Music Director = Omkar Prasad Nayyar Director = K. Amarnath
Mp3 Song Lyrics
Apna to zamane me bas itna fasana hai Apna to zamane me bas itna fasana hai Itna hi fasana hai bas itna fasana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai
Humse to koi puche wo mast najar kya hai Humse to koi puche wo mast najar kya hai Wo mast najar kya hai Jine ka sahara hai marne ka bahana hai Jine ka sahara hai marne ka bahana hai Marne ka bahana hai Marne ka bahana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai
Bhule se kabhi hamne katil na kaha unko Bhule se kabhi hamne katil na kaha unko Katil na kaha unko Dil jinki adao ka khamosh nishana hai Dil jinki adao ka khamosh nishana hai Khamosh nishana hai Khamosh nishana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai
Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane Ye raz hai ulfat ka duniya ise kya jane Dunia ise kya jane Najro ka churana hi najro ka milana hai Najro ka churana hi najro ka milana hai Najro ka milana hai Najro ka milana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai
In sokh hasino par hum or lutaye kya In sokh hasino par hum or lutaye kya Hum or lutaye kya Kuch pas nahi apne ek dil ka khazana hai Kuch pas nahi apne ek dil ka khazana hai Ek dil ka khazana hai Ek dil ka khazana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai
Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki Manjil hai kaha aye dil ham ishk ke maro ki Ham ishk ke maro ki Hum jake jaha baithe wo apna thikana hai Hum jake jaha baithe wo apna thikana hai Wo apna thikana hai Wo apna thikana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai Kuch hum bhi deewane hai Kuch dil bhi deewana hai.
Posted by : {Anamika Tyagi}
|