Song Lyrics Title = Zindagi Hamari Hai Song Lyrics Movie = Naya Sawan (1992) Singers = Bappi Lahiri Song Lyricists = Anjaan Music Composer = Bappi Lahiri Music Label = Tips Records Starring = Javed Jafri, Deepak Saraf, Laxmikant Berde, Shreeram Lagoo, Ashwini Bhave
mp3 songs
Panchhi gaate hai Samandar gaate hai Hawaye gaati hai Mauje dauhrati hai Kudarat ke sangit ko Logo tak pohchana Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana Panchhi gaate hai Samandar gaate hai Hawaye gaati hai Mauje dauhrati hai Kudarat ke sangit ko Logo tak pohchana Zindagi hamari hai Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana
Lagan kisi ki humko Ghar se bahar layi hai Bahar layi hai Kuch banke wapas lautenge Kasam ye khayi hai Kasam ye khayi hai Lagan kisi ki humko Ghar se bahar layi hai Kuch banke wapas lautenge Kasam ye khayi hai Issi lagan mein hi Ye jiwan hai duba Ye dost hai apni Ye apni mehbuba Na mange kherat Bas mehnat ki hai khana Zindagi hamari hai Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana
Mamta ne bachpan ko Jo lori sikhlai hai Lori sikhlai hai Aaj tarana banke wo Hotho par aayi hai Hotho par aayi hai Mamta ne bachpan ko Jo lori sikhlai hai Aaj tarana banke wo Hotho par aayi hai Premi sangit ka koi to aayega Jo geeto ko apne Ghar ghar pohchyega Gane ke bahane haale Dil hai sunana Zindagi hamari hai Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana Panchhi gaate hai Samandar gaate hai Hawaye gaati hai Mauje dauhrati hai Kudarat ke sangit ko Logo tak pohchana Zindagi hamari hai Gana bajana Apne saath auro ke bhi Dil ko behlana...
Posted by : {Anamika Tyagi}
|