Song Title = Bhool Huyi Kya Humse Bhagwan Movie/Album = Lanka Dahan (1952) Singer = Geeta Dutt Song Lyricists = S.P. Kalla Music Composer = Hansraj Behl Director = Raja Nane Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
shiv ka danush tod jab dala tab dali maine varmala wo kuch pal itne man bhaye kumkum lal gulal udaye man se man mil ek hue the un charno me apna tan man vara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
raj tilak ka shub din aaya sawrag utar dharti par aaya jagmag deepak mal sazai ghar ghar baz uthi shanai
par bhi ye sukh dekh na paya bhuje dip aur gir aaya andhiyara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
pakar aaghya ram pita ki van ko chale nahi chinta ki raghukul rit sada chali aaye paran jaye par vachan na jahi van vanvasi chale tino van chhod ayodhya ghar se kiya kinara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
bharat charan chhu nir bahaye nil kamal jal me murjhaye charan pag ka shish chadaye khud sewak ban raz chalaye
panchvati me lene humko chhod aa gaye raz pat ghar sara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
ghat pat par hum jo jate kand mol ka samay bitate panchvati ke us aangan me sau sau baras bitate van me
par na vidata ko ye bhaya de na saka ye bhi sath hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
sone ka marg kisne dekha kyu langhi devar ki rekha apno se hum dur hue hai milne se majbur hue hai tadap tadap kar rah jayenge kaun yaha de dukh me sath hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara...))
Posted by : {Anamika Tyagi}
|