Song Title = Ik Chatri Aur Hum Hai Do Movie/Album = Maan Gaye Ustaad (1982) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Verma Malik Music Director = Master Sonik, Om Prakash Sonik Director = Shibu Mitra Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Pyar se gore man ko Pani se kore tan ko Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo
Sharadi se tan sard hua Ho sharadi se tan sard hua Galo ka rad jard hua Aur tu kitna bedard hua Aag jalakar garmi do Dilbar ho kuchh to karo Aag jalakar garmi do Dilbar ho kuchh to karo Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo na
Bhigi hai to fir kya hua Bhigi hai to fir kya hua Aa meri baho me aa Pani me aag laga dunga Dhul ke aaj nikharne do Aaj us husn ki jawani ko Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo
Jaldi se kahi mujhe chhupao Jaldi se kahi mujhe chhupao Haye meri tauba tauba Kitni jalim hai sard hawa Dhadkan thandi roke to Fir kya ho kuchh to karo Dhadkan thandi roke to Fir kya ho kuchh to karo Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Ek chhatri aur hum hai do Ab kya ho kuchh to karo
Jab tak hu mai sath sanam Jab tak hu mai sath sanam Kitni pade barsat sanam Darne ki nahi koi baat sanam Jo hota hai hone do Aaj pyar me dono ko Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Ek chhatri thi ud gayi wo Rah gaye do ab kya ho Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do Bhigne do jar bhigne do
Posted by : {Anamika Tyagi}
|