Song Lyrics Title = Ye Umar Hai Kya Song Lyrics Movie = Professor (1962) Singers = Asha Bhosle, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey), Usha Mangeshkar Song Lyricists = Hasrat Jaipuri Music Composer = Shankar Singh Raghuvanshi Director = Lekh Tandon Music Label = Saregama Starring = Shammi Kapoor, Kalpana, Lalita Pawar Release on = 20th January, 1962
mp3 songs
((Ye umar hai Kya rangeeli Ye nazar hai Kya nasheeli Pyaar mein khoye khoye nain Hamaara rom rom bechain Hamaari hi zamaana hai Haay Ham par thhi jawaani Aur duniya thhi deewaani Kisi ke ham hi thhe dildaar Koi karta thha hamse pyaar Hamaara bhi zamaana thha Haay Ham par thhi jawaani
Ye matwaali Chanchal aankhen Dekhen sapne Paagal aankhen Guzra bachpan Chaayi bahaaren Guzra bachpan Chaayi bahaaren Chaal huyi mastaani Ae ae ae ae Ye umar hai kya rangeeli Ye nazar hai kya nasheeli Pyaar mein khoye khoye nain Hamaara rom rom bechain Hamaara hi zamaana hai Ye umar hai kya rangeeli
Dam hai jabtak Oho Jeewan apna Hmm hhmm Arre jaan hai jabtak Phir Sab kuchh apna Waah re budhhe Dil ki baaten Sun lo ab to Dil ki baaten Sun lo ab to Aankhon ki jubaani O ho ho ho Haay Ham par thhi jawaani Aur duniya thhi deewaani Kisi ke ham bhi thhe dildaar Koi karta thha hamse pyaar Hamaara bhi zamaana thha Haay Ham par thhi jawaani
Jeewan kya hai Hanste rehna Man maujon mein Behte rehna Chhup ke baithho Maane na ham Chhup ke baithho Maane na ham Baaten wo puraani Ae ae ae ae Ye umar hai kya rangeeli Ye nazar hai kya nasheeli Pyaar mein khoye khoye nain Hamaara rom rom bechain Hamaari hi zamaana hai Ye umar hai kya rangeeli
Hamne maana Ham pe nigaahen Achcha Dil to apna Chhe chhee Phir bhi jawaan hai Aha buddhe Yoon na dekho Dil to dekho Yoon na dekho Dil to dekho Chhodo ye naadaani Oh ho ho ho Haay ham par thhi jawaani Aur duniya thhi deewaani Kisi ke ham bhi thhe dildaar Koi karta thha hamse pyaar Hamaara bhi zamaana thha
Ye umar hai kya rangeeli Ye nazar hai kya nasheeli Pyaar mein khoye khoye nain Hamaara rom rom bechain Hamaari hi zamaana hai Hamaara bhi zamaana thha Hamaari hi zamaana hai Hamaara bhi zamaana thha Hamaari hi zamaana hai Hamaara bhi zamaana thha Hamaari hi zamaana hai Hamaara bhi zamaana thha...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|