Song Lyrics Title = Mat Poochh Ke Kiske Ashiq Hai Song Lyrics Movie = Meharbani (1950) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Ravindra Jain Director = A. Nairang Music Label = Saregama Starring = Mahendra Sandhu, Sarika, Narendra Nath, Bindu, Randhir, Urmila Bhatt, Nasir Hussain, Brahmachari, Bharat Release on = 13th May, 1982
mp3 songs
((Mat puchh ke kiske aashiq hai Mat puchh ke kiske aashiq hai Chup rehana hamara kaafi hai Chup rehana hamara kaafi hai Ek pardanshi ka pardanshi pardanshi Ek pardanshi ka raaz hai ham Bas itna ishaara kaafi hai Bas itna ishaara kaafi hai Mat puchh ke kiske aashiq hai
Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi Yaha pardanshi to lakho hai Yaha pardanshi to lakho hai Kaliyo mein khushboo pardanshi Aankho mein hai aansu pardanshi Main pardanshi tu pardanshi Main pardanshi tu pardanshi Har ek guftgu pardanshi Har ek guftgu pardanshi Har dil mein mohabbat pardanshi Har dil mein mohabbat pardanshi Dilbar ki inayat pardanshi Dilbar ki inayat pardanshi Pardanshi pardanshi
Kaun hai wo pardanshi nazni mehzabi Yaha pardanshi to lakho hai Phir kaise ishaara kafi hai Phir kaise ishaara kafi hai Gar raaz khule to baat bane baat bane Gar raaz khule to baat bane Yeh kehana hamara kaafi hai Chup rehana hamara kaafi hai Mat puchh ke kiske aashiq hai
Koi aur kahe is se pehale Tum dil ki haqiqat khud keh do Koi aur kahe is se pehale Tum dil ki haqiqat khud keh do Jise karte ho sajde chhup chhup kar Hai kaun si surat khud keh do Hai kaun si surat khud keh do Hai kaun si surat khud keh do Is betaabi ke aalam mein Is betaabi ke aalam mein Jo waqt guzara kaafi hai Jo waqt guzara kaafi hai Gar raaz khule to baat bane
Aahe aansu dard jigar ka Ishq mein hai saugaate Tode takhti fade kagaz Phenk de kalam dawati Ek kalab mehboob ki rakhe Din ho chahe rate Ishq na yaar ka mazhab puchhe Na hi puchhe jaati Ishq gar raaz hai to use Parde mein hi rehana chahiye Kisi ka raaz hai muh se Yeh bhi to nahi kehana chahiye
Kabhi ishq chhupaye chhupta hai Chehare se haya ho jaate hai Kabhi ishq chhupaye chhupta hai Chehare se haya ho jaate hai Suli bhi ishq mansoor ishq Suli bhi ishq mansoor ishq Musa bhi ishq kohetur ishq Musa bhi ishq kohetur ishq Har husn ki aankh ka noor ishq Har husn ki aankh ka noor ishq Hai masti mein matmoor ishq Hai masti mein matmoor ishq Nazdik nahi hai door ishq Nazdik nahi hai door ishq Aur ishq mein chkna choor ishq Aur ishq mein chkna choor ishq Puchho jo hqiqat ishq ki to Hai maula ko manzoor ishq Hai maula ko manzoor ishq Hai maula ko manzoor ishq
Kabhi ishq chhupaye chhupta hai Chehare se haya ho jaata hai Hotho pe magar ho khamoshi Nazro se baya ho jaata hai Nazro se baya ho jaata hai Nazro se baya ho jaata hai Is raaz ko raaz hi rehane do Is raaz ko raaz hi rehane do Puchho na dobaara kaafi hai Puchho na dobaara kaafi hai Gar raaz khule to baat bane
Hai ishq na paas tu aur bada Tu husn ka loha man bhi ja Hai ishq na paas tu aur bada Tu husn ka loha man bhi ja Is husn ka rutba bade kare Is husn ka rutba bade kare Jo ishq pe sajda kare kare Jo ishq pe sajda kare kare Saaki bhi husn maikhan bhi husn Saaki bhi husn maikhan bhi husn Har phool husn gulzar husn Har phool husn gulzar husn Mumtaz nahi tumtaar husn Mumtaz nahi tumtaar husn Khuddar bhi hai dildar husn Khuddar bhi hai dildar husn Nahi husn to duniya mein kuchh bhi nahi Hai khas khuda ka yaar husn Hai khas khuda ka yaar husn Hai khas khuda ka yaar husn
Hai ishq na paas tu aur bada Tu husn ka loha man bhi ja Hai dono ka mazhab ek wafa Aa uth kar mujhko gale se laga Aa uth kar mujhko gale se laga Tu mera khuda mian tera khuda...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|