Song Lyrics Title = Papi Pet Ka Sawal Hai Song Lyrics Movie = Papi Pet Ka Sawal Hai (1984) Singer = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Lyricist = M G Hashmat Music Director = Shankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal Film Director = Sohanlal Kanwar Film cast = Rajesh Khanna, Tina Munim, Jaya Prada, Shatrughan Sinha,
mp3 songs
((bol madati kiske liye ye beharupiye ka haal hai papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai roti se bach ke nikal jaye koi jamane me kiski majal hai sabka ek jaisa haal hai papi pet ka sawal hai roti se bach ke nikal jaye koi jamane me kiski majal hai sabka ek jaisa haal hai ho papi pet ka sawal hai
are ae jumari aa gayi ustad in logo ko dekhti hai ha dekh liya apne desh ko chodd ke riste nate todd ke apne desh ko chodd ke riste nate todd ke dur desh aa gaye log ganv se daud ke dur desh aa gaye log ganv se daud ke hotel me khate hai hotel me khate hai sadko pe sote hai marna jo hai hasptal hai fir chale kyu nahi jate papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai roti se bach ke nikal jaye koi jamane me kiski majal hai sabka ek jaisa haal hai ho papi pet ka sawal hai
ari ae jamunran bol madari is bache ko dekhati hai ha dekh rahi hu ye bacha kangal ka dudh chodd se saal ka ye bacha kangal ka dudh chodd se saal ka le aaya futphat jalwa roti dhal ka le aaya futphat jalwa roti dhal ka ye kal ka ghandi ye kal ka gandhi ye kal ka jawahar lekin aaj iska kya haal papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai roti se bach ke nikal jaye koi jamane me kiski majal hai sabka ek jaisa haal hai ho papi pet ka sawal hai
ae madari bol jamuri jara idhar bhi dekh sabke dil ki puchta mere dil ki bhi bata sabke dil ki puchta mere dil ki bhi bata mai to tere pyar me lut gayi mujhko na sata mai to tere pyar me lut gayi mujhko na sata apna bana le apna bana le gale se laga le are tisva mera saal hai teesva saal hai to kya hua papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai roti se bach ke nikal jaye koi jamane me kiski majal hai sabka ek jaisa haal hai ho papi pet ka sawal hai
ae madari bol jamuri in bhagwano ko pehchantye hai khub pehchanta hu iski roti chin ke uski roti chin ke iski roti chin ke uski roti chin ke seth karodimal huye kal jo kitne deen the seth karodimal huye kal jo kitne deen the aayi garibi aayi garibi kaha se batau amiro ka haal papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai
kiske liye ye mehnat hai aur kiske liye ye majduri papi pet ke liye kiske liye koi daka dhale kiske liye ye chori babu ji papi pet ke liye kiske liye ijjat bikati hai kiske liye iman are bhai papi pet ke liye dekho tamasha dekho tamasha do roti ki khatir bichaya sadak pe rumal hai papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai papi pet ka sawal hai o papi pet ka sawal hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|