Song Lyrics Title = Mausam Lehra Gaya Nasha Sa Chha Gaya Song Lyrics Movie = Picnic (1966) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri Music Composer = Mohinder Singh Sarna Director = Shaheed Latif Music Label = Saregama Starring = David Abraham, P. Kailash, Kalpana, Shubha Khote, Manoj Kumar
mp3 songs
((Mosam lahra gaya nasha chha gaya Milte hi nigaha dil chala gaya Jata hai jane de Lala laru lalaru Lala laru lalaru Lala laru lalaru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Aata hai aane de
Mastiyo ki raat hai Magar nayi nayi Chal jara sambhal ke thes na lage kahi Mastiyo ki raat hai Magar nayi nayi Chal jara sambhal ke thes na lage kahi Jhum jhum dol sanam Kyu sambhalta hai kadam Jhum jhum dol sanam Kyu sambhalta hai kadam Thokar khayenge Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Aata hai aane de
Nachte hue hum vadiyo me chal pade Is taraf chale kabhi udher nikal pade Nachte hue hum vadiyo me chal pade Is taraf chale kabhi udher nikal pade Kis tarah se pi pade Kis tarah se jam lade Kis tarah se pi pade Kis tarah se jam lade Sir takrane de Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Milte hi nigaha dil chala gaya Jata hai jane de
Phul ki tarah pyar me khile hai hum Aaj ki bahar tere dam pe hai sanam Phul ki tarah pyar me khile hai hum Aaj ki bahar tere dam pe hai sanam Rut hai meri aanchal ki Julaf chhayi badal ki Rut hai meri aanchal ki Julaf chhayi badal ki Badal chhane de Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru Mosam lahra gaya nasha chha gaya Dil hua diwana tumpe aa gaya Lala laru laru laru Lala laru laru laru Lala laru laru laru.))
Posted by : {AKANKSHA SHUKLA}
|