Song Title = Muhabbat Ho Gai Hai Movie/album = Sone Ka Dil Lohe Ke Haath (1978) Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Asad Bhopali Music Director = Usha Khanna Director = Naresh Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Jhum kar aaya Achanak sare mahfil katil Ha dekhne wale Pukar uthe ke katil katil Jal se julfo ke ab Bach ke kaha jayega Ho gaya hai mere Deewano me shamil katil Magar milte hi Najare bewafa bewdard katil Kabhi kahta hai dil mujhe Kabhi mai Kahati hu dil se Mohabbat ji Mohabbat ho gayi hai
Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Ha mai katil Hu mujhe hai ikarar Ye bhi sunle Ke tujhpe marta hu Mujhko pahchana Jin nigaho ne Unko jhuk kar Salam karta hu Ha garur e husn Ka katil hu mai Pyar kar aa pyar kar Pyar karne ke Kabil hu mai Tu meri mahbuba Mai aashik tera Tu hai meri Jaan tera dil hu mai Isiliye to janeman mohabbar Mohbbat ji mohabbat Mohabbat ha mohabbat Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai
Laila majnu ki tarah Heer ranjhe ki tarah Sohni mahiwal jaisi Sheeri farhad jaisi Mujhe teri Mujhe teri tujhe meri Jarurat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai
Katil ki mohabbat kya Katil ki ibadat kya Katil ki ibadat kya Katil hai idhar katil Katil hai udhar katil Katil hai idhar katil Katil hai udhar katil Tum to rang rup ke sadayi Khud garz ho bewafa harzai ho Tum jutha pyar jatate ho Bhawre ki tarah mandrate ho Tum jutha pyar jatate ho Bhawre ki tarah mandrate ho Tum najar aate nahi Phoolo ke murjhane ke bad Fere lete ho najar Matlab nikal jane ke bad Ishk k oruswa hame Badnam tum karte ho tum Apni hi izzat ko khud Nilam tum karte ho tum Har julm sitam has ke Kiya hamne gawara Dil tumko diya kam Nahi ahsan tumhara Jante ho kyu Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai
Ishq mohabbat ke Saath tane hai hazar Sukriya eye meri Mahbuba meri jane bahar Jhuthe sache ko Parakh fir tu mujhe ilzam de Apni is katil jawani Ko bhi koi nam de Eye mere khyalo ki mallika Husn tera galib ki gaja lhai Surat hai azanta ki murat Or jism jawabe taj mahal hai
Julf sawan ki ghataye Hai magar katil hai Iski rangin adaye Hai magar katil hai Rup rangin salona Hai magar katil hai Sang pighla hua sona Hai magar katil hai Dae dil dage jigar Sabko dikhasakta hu mai Sakdo ilzam tujh par Bhi laga sakta hu mai Magar kya karu Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai
Dhamkiya yu husn Walo na do hazarat Chalo chup raho Muh na khulwao hazrat Tum ho ahsan faramosh Aage mat bolna khamosh Dekho humse nahi uljhana Hamko bhi kam na samjhna Hum kisi se nahi darte Hum bhi parwah nahi karte Jaa hatheli par liye hai Hum bhi sholo par jiye hai Hum to har gum ki dawa hai Hum bhi mohbbat ke khuda hai Humko pahchan gaye tum Humko bhi man gaye tum Fir kyu bin bat ka jhagda Fir kyu din rat ka jhagda Tum bhi katil mai bhi katil Tu masiha mai masiha Tu meri julfo me chhup ja Tu meri baho me aaja
Bhul ke sare sikwe sikayat Aao gale lag jaye hum tum Husn ka dhand or Pyar ka suraj banke Jaha pe chhaye hum tum Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai Mohabbat ho gayi hai Kayamat ho gayi hai...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|