Song Lyrics Title = Kamai To Bahut Phir Bhi Song Lyrics Movie = Sweekar Kiya Maine (1982) Singer = Asha Bhosle, Kishore Kumar Lyricist = Traditional, Vithalbhai Patel, Nida Fazll Music Director = Usha Khanna Film Director = Zaheer D Lari Film Producer = S M Kothari Film cast = Vinod Mehra, Shabana Azmi, Prema Narayan, Madan Puri
mp3 songs
((kamaai kamaai kamaai to bahut phir bhi kadki har dum rehti hai kamaai to bahut phir bhi kadki har dum rehti hai kuchh mahangaai le jati, kuchh biwi udati hai biwi udati hai bujurgo ka ye kahna hai ghar ko mard lutate hai bujurgo ka ye kahna hai ghar ko mard lutate hai lakh musibat ho aurat ghar ko banati hai aurat ghar ko banati hai kamaai to bahut phir bhi kadki har dum rehti hai
hai unki saadiya dasbees hamare kapde le bechar hai hai unki ha ha hai unki saadiya dasbees hamare kapde le bechar hai unki roj deewali, deewala nikla hamra yaar sone ke haath me kanga, heere ki kaan mein baali chhanke pairo me payal, haye re payal payal haye re payal chhanke pairo me payal, pati ka batva hai khaali laga kar sent, laga kar sent mahenga ye nakhre sau sau dikhati hai kuchh mahangaai le jati, kuchh biwi udati hai biwi udati hai bujurgo ka ye kahna hai ghar ko mard lutate hai
buse chalti hai lekin wo sada taxi mein jaate hai buse hai hai hai chalti hai lekin wo sada taxi mein jaate hai chale jab kaam tedhi se sada cigarette wo peete hai lagakar aankh par chasma cinema khub jaate hai ghar ka chhod kar khaana haye re khaana re khaana haye re khaana ghar ka chhod kar khaana sada hotel me khate hai piya duty manate hai tabhi ghar ko sajati hai ho lakh musibat ho aurat ghar ko banati hai aurat ghar ko banati hai kamaai to bahut phir bhi kadki har dum rehti hai
pehankar reshami joda hume jalwa dikhavat hai kabhi jo der se aao shubha manva mein laavat hai namak mircha wo daale khub jali roti khilavat hai chale jab chaal naa koi chale jab chaal naa koi to wo berang dikhavat hai jeb hoti hai jab khaali yaad biwi bas aati hai bachat ke paise se har dum udhari wo chukati hai jawani mein satavat wo budhape me bhi baki hai pati ke seva kar biwi sukhi jivan banati hai bujurgo ka ye kahna hai ghar ko mard lutate hai lakh musibat ho aurat ghar ko banati hai aurat ghar ko banati hai))
Posted by : {Akanksha shukla}
|