Song Lyrics Title = Nadiya Song Lyrics Movie = Daal Mein Kuch Kaala Hai (2012) Singers = Arun Daga Song Lyricists = Vijay Akela Music Composer = Aabfm Director = Anand Balraj Music Label = T-Series Starring = Jackie Shroff, Veena Malik, Vijay Raaz, Anand Balraj, Kishore Bhanushali, Raja Chaudhary, Ali Hasan, Irfan Malik, Shakti Kapoor Release on = 29th June, 2012
mp3 songs
Nadiya ke pani jaisa jeevan, Sadiyon se bahata jaye re Hey nadiya ke pani jaisa jeevan, Sadiyon se bahata jaye re Dekho to lage hai ye darpan, Mann kaisa dhokha khaye re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeevan ka yahi tamasha re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeevan ka yahi tamasha re Nadiya ke pani jaisa jeevan, Sadiyon se bahata jaye re
Insan to anjaan hai, Kya hoga agale pal yahan Insan to anjaan hai, Kya hoga agale pal yahan Kislo khabar, kisko fikar, Hum honge agale pal kahan Jeevan ko jisse jo hai kahna, Jeevan wo kahta jaye re Dekho to lage hai ye darpan, Mann kaisa dhokha khaye re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeevan ka yahi tamasha re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeevan ka yahi tamasha re Nadiya ke pani jaisa jeevan, Sadiyo se bahata jaye re
So rang hai so roop hai, Ek pal ke mosam mein yahan Ho so rang hai so roop hai, Ek pal ke mosam mein yahan Ye jindagi to hai khushi bachke jaoge tum kahan Jeevan to bas uska hai jeevan, Gham mein jo hasta jaye re Dekho to lage hai ye darpan, Mann kaisa dhokha khaye re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeewan ka yahi tamasha re Ek pal mein dard jage hai, Ek pal mein chain mile hai Jeewan ka yahi tamasha re Nadiya ke pani jaisa jeevan, Sadiyon se bahata jaye re Dekho to lage hai ye darpan, Mann kaisa dhokha khaye re.
Posted by Priyanka Shukla
|