Song Title = Tay Hai Movie/album = Rustom (2016) Singers = Ankit Tiwari Song Lyricists = Manoj Muntashir Music Director = Ankit Tiwari Director = Tinu Suresh Desai
Mp3 Song Lyrics
((Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai
Hasna rona tujhse hi Mera hona tujhse hi Yeh tay hai, yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai
Tu naseebon sa mere hathon pe Shuru se likha hai Mera haq hai tu aasmano se Mujhe jodta hai
Tere kadmon pe jahan rakh doon main Kabhi jo kahe tu Koi shaq ho toh azma lena Kisi din mujhe
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Maujood hai har saans mein Tu har dafa yeh tay hai Tu hai dawa ya dard hai Par hai mera yeh tay hai
Tere bin jee na paunga Sach much mar hi jaunga Yeh tay hai, yeh tay hai.))
Posted by : {Soni Kumari}
|