Song Lyrics : Mere Dushman Mere Bhai Mere Humsaye Song Lyrics Movie or Album: Border Singer(s): Hariharan Music Director(s): Anu Malik Lyricist(s): Javed Akhtar
Lyrics
sannate kee gehri chhanv, khamoshi se jalte ganv yeh nadiyo par tute huye pul, dharti ghayal aur vyakul yeh khet gamo se jhulse huye, yeh khali raste sehme huye yeh matam karta sara sama, (yeh jalte ghar yeh kala dhuwa -2) ho ho ho ho ho......... hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye - (2) mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho.....
hmm hmm hmm hmm.......... barud se bojhal saree fija, hai maut kee dhup hai lati hawa jakhmon pe hai chhayi lachari, dariyo me hai khilti bimari yeh marte bachche hatho me, yeh maon kaa rone rato me murda basti murda hai nagar, (chehre patthar hain dil patthar -2) ho ho ho..... hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye - (2) mujhse tujhse ham dono se yeh jalte ghar kuchh kehte hain barbadee ke saree manjar kuchh kehte hain hay mere dushman mere bhai mere humsaye ho ho ho.....
hmm hmm hmm hmm.......... mere dushman mere bhai mere humsaye chehro ke dilo ke yeh patthar yeh jalte ghar barbadee ke sare manjar sab mere nagar sab tere nagar yeh kehte hain iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar kab tak nafrat kaa yeh agrak iss sarhad par pulkarega kab tak nafrat kaa yeh ajgar ham apne apne kheto me gehu kee jagah chawal kee jagah yeh banduke kyon bote hain jab dono hee kee galiyo me kuchh bhukke bachche rote hain kuchhbhukhe bachche rote hain aa khaye kasam, abb jung nahee hone paye - (2) aur uss din kaa rasta dekhe, (jab khil uththe tera bhee chaman -2) tera bhee watan mera bhee watan, mera bhee watan tera bhee watan tera bhee watan mere bhee watan
ho ho ho..... mere dost mere bhai mere humsaye - (2) ho ho ho..... hmm... aa...
|