Song Lyrics : Phulo Me Jo Khushbu Hai Kaise Woh Aatee Hai Song Lyrics Movie or Album: Jeans (1998) Singer(s): Hariharan, Sadhana Sargam Music Director(s): AR Rahman Lyricist(s): Javed Akhtar
Lyrics
phulo me jo khushbu hai kaise woh aatee hai titalee kaha se yeh sare rang latee hai hawa ko basuree banatee hai sangit kaise koyal ne sikhe hai yeh itne pyare git kaise hai yeh ajube lekin ek aur ajuba hai dharatee se ambar se parvat se sagar se hamne suna pyar ajuba hai oh pehlee najar me hi jo do dilo me ho har woh karar ajuba hai oh
phulo se jo khushbu aaye ajuba hai titalee jo sare rang laye ajuba hai basuree kaa yeh sangit ajuba hai koyal jo gati hai git ajuba hai yeh bhee hairan hai, aisa bhee ek ajuba hai ta da da da da da, ta da da da da da.......
ooh ta da da da da da, ta da da da da da.......
dalee me mahek hotee hi nahee, kaliyo me mahek aa jatee hai yeh bhee ajuba hi hai, sagar se ghata jo uthatee hai mitha panee barsatee hai, yeh bhee ajuba hee hai
jungle me jugnu ko, dekho toh yeh socho yeh roshanee iss me aayee kaise tan me jo hai jan, woh kis tarah hai mann me hai arman, toh kis tarah hai keh bhee do yeh bhee toh, koyee ajuba hai
dharatee se, ambar se, parvat se, sagar se hamne suna pyar ajuba hai oh pehalee najar me hi jo do dilo me ho har woh karar ajuba hai oh phulo se jo khushbu aaye ajuba hai titalee jo sare rang laye ajuba hai basuree kaa yeh sangit ajuba hai koyal jo gatee hai git ajuba hai yeh bhee hairan hai, aisa bhee ek ajuba hai
kehne ko sath ajube hai, par shayad log yeh bhule hai ek aur ajuba bhee hai, resham resham chandan chandan teraa maheka maheka yeh badan, koyee ajuba bhee hai aankhon ke nile darpan, honto kaa yeh bhigapan yeh rup teraa, ajuba yeh toh hai baaho kee garmee, yeh bhee ajuba hai aankhon kee narmee, yeh bhee ajuba hai yeh chaman sa badan koyee ajuba hai dharatee se, ambar se, parvat se, sagar se humne suna pyar ajuba hai
pehalee najar me hee jo do dilo me ho har woh karar ajuba hai phulo se jo khushbu aaye, ajuba hai titale jo sare rang laye, ajuba hai basuree kaa yeh sangit, ajuba hai koyal jo gatee hai git, ajuba hai yeh bhee hairan hai jispe tum woh ajuba ho la la la la la la la la la.........
|