Song lyrics title : Jane Kyon (Sufi Version) (Always Kabhi Kabhi (2011) Song lyrics movie : Always Kabhi Kabhi (2011) Singer : Shafqat Amanat Ali
mp3 song lyrics
Jane kyun, har lamha hai tham gaya Jaane kyun, khoon zara jum gaya Jaane kyun, aankhen namm si hui Jaane kyun, manzilein kho gayi aur so gayi
Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alfaazon ke yeh baatein Bin baarish ki barsatein Ab main jaanu kyun
Tujh bin jaane kyun Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alfaazon ke yeh baatein Bin baarish ki barsatein Ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun
Jaane kyun, har lamha hai tham gaya Jaane kyun, khoon zara jam gaya Jaane kyun, aankhen namm si hui
[ Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alfaazon ke yeh baatein Bin baarish ki barsaatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun ] (x2 times)
Bas khushi ki talaash mein main toh yunhi chalta raha Jaane na dheere dheere yun chalte chalte yeh main kahan aa gaya Dekhenge mera rasta gham bhi kahin yeh socha na tha Maine inn raaston se mazaak me raasta poocha na tha
[ Tujh bin tanha hai yeh raatein bin alfaazon ke yeh baatein Bin baarish ki barsatein ab main jaanu kyun Tujh bin jaane kyun ] (x2 times)
|