Song Lyrics Title : Jawan hai mohabbat Song Lyrics Movie : Anmol Ghadi 1946 Singers : Noor Jehan Song Lyricists : Tanvir Naqvi Music Composer : Naushad Ali Music Director : Naushad Ali Director : Mehboob Khan Starring : Surendra, Suraiya, Noor Jehan, Zahur Raja, Leela Mishra
mp3 songs
Jawaan hai muhabbat Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa Jawaan hai mohabbat Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa
Muhabbat karen khush Rahen muskuraayen Khush rahen muskuraayen Muhabbat karen khush Rahen muskuraayen Khush rahen muskuraayen Na soche hamen kyaa Kahegaa zamaanaa Kyaa kahegaa zamaanaa Jawaan hai mohabbat Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa
Abhi tak mujhe yaad hai wo Kahaani Yaad hai wo kahaani Abhi tak mujhe yaad hai wo Kahaani Yaad hai wo kahaani Na bhoolegaa bachpan ka Rangeen zamaanaa Haan rangeen zamaanaa Jawaan hai mohabbat Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa
Yahaan aankhon aankhon Mein baaten huyi hain Yahaan aankhon aankhon Mein baaten huyi hain Kisine na dekhaa kisine na Jaanaa Haan kisine na jaanaa Jawaan hai mohabbat Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa
Tum aaye ke bachapan Meraa laut aayaa Laut aayaa Tum aaye ke bachapan Meraa laut aayaa Laut aayaa Milaa hai mujhe zindagi ka Bahaanaa Zindagi ka bahaanaa Jawaan hai mohabbat, Haseen hai zamaanaa Lutaayaa hai dil ne khushi Kaa khazaanaa
Posted by : {Anju}
|