Song Lyrics Title = Ye waqt na kho jaye Song Lyrics Movie = Raaste Pyar Ke 1982 Singers = Lata Mangeshkar, S. P. Balasubrahmanyam Song Lyricists = Anand Bakshi Music Composer = Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) Director = V.B. Rajendra Prasad Music Label = Saregama Starring = Jeetendra, Rekha, Shabana Azmi Release on = 19th February, 1982
Mp3 Song Lyrics
Yeh waqt na kho jaaye, Bas aaj yeh ho jaaye Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao
Yeh waqt na kho jaaye Bas aaj yeh ho jaaye Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao
Bechaini ki dheemi dheemi Iss aag mein dil jal jaayega Bechaini ki dheemi dheemi Iss aag mein dil jal jaayega Saawan ka rasta na dekho Saawan jaane kab aayega Saawan ka rasta na dekho Saawan jaane kab aayega Ban jaao tum baadal Mausam par chha jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao
Meri aankhon mein waade hain, Tere honto pe kasame hai Meri aankhon mein waade hain, Tere honto pe kasame hai Inn waadon se in kasamon se Pehale duniya ki rasme hain Duniya ki rasmon ko tum tod ke aa jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao
Julfon ke reshami saaye mein Sapano ki sej sajaane do Julfon ke reshami saaye mein Sapano ki sej sajaane do Chhodo aanchal meri tauba Mujhako waapas ghar jaane do Chhodo aanchal meri tauba Mujhako waapas ghar jaane do Jaana hai toh iss dil ki Yeh pyaas bujha jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao Yeh waqt na kho jaaye, Bas aaj yeh ho jaaye Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao Main tum mein sama jaoon, Tum mujhame sama jaao.
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|