Song lyrics title: Tumse bichad kar (khap (2011) Song lyrics movie: Khap (2011) singer: Jagjit Singh
song lyrics
coming soon
Tumse bichhad kar tumko bhulana Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Deewane dil ko samjhana Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi
Sadiyon se raasaan hai jaari Jurm hai duniya me dildari [x2 times]
Aisi duniya se takrana Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi
Chahat par pabandi kyu hai Duniya itni andhi kyu hai [x2 times]
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi
Kashti yunhi chalegi kab tak Ulti Ganga behegi kab tak [x2 times]
Khoye huey ko phir se paana Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi
Tere mere beech ki doori Kyu dono ki hai majboori [x2 times]
Doori ki deewar girana Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi
Deewane dil ko samjhana Mumkin hai aasaan nahi
Tumse bichhad kar tumko bhulana Mumkin hai aasaan nahi Mumkin hai aasaan nahi Mumkin hai aasaan nahi
|