Song Lyrics Title : Ankhon se to kaam Song Lyrics Movie : Afsana 1997 Singer:Sonu Nigam, Anuradha Paudwal
mp3 songs
unki aankho ka kajal to dekhe hai koi aisa lagta hai kasmir me raat hai rind dekhe to ho mahkade ka guman alla alla un aankho ki kya baat hai
aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai kajal kyu badnam hua hai kajal kyu badnam hua hai aankho se to kaam hua hai
jitne dawa ki utne tadape jitne dawa ki utne tadape jahar kuch aaram hua hai jahar kuch aaram hua hai aankho se to kaam hua hai
jis din humne mahandi lagayi jis din humne katal kar ke chala katil mera khun duada mera katil ko manane ke liye hath thak jayenge kyu peesh rahe ho mahandi khun hazir hai hatheli pe lagane ke iye jis din humne mahandi lagayi jis din humne mahandi lagayi sahar me katle aam hua hai sahar me katle aam hua hai aankho se to kaam hua hai
jab se huye hum pyar me ruswa jab se huye hum pyar me ruswa khub humara naam hua hai khub humara naam hua hai aankho se to kaam hua hai
julfo par sawan ka mahina o julfo par tum meri julfo ki rahgir ko kyu dekhte hai aur mere panv ki janjir ko kyu dekhte ho tum to kahte the meri sakl se nafrat hai tumhe mujhse chup kar meri tasvir dekhte kyu ho julfo par sawan ka mahina julfo par sawan ka mahina jhum ke khud hi naam hua hai jhum ke khud hi naam hua hai
aankho se to kaam hua hai aankho se to kaam hua hai kajal kyu badnam hua hai kajal kyu badnam hua hai aankho se to kaam hua hai
Posted by: {Anju}
|