Song Lyrics Title : Mangti Hu Sajan Song Lyrics Movie : Agneekaal 1993 Singer: Mohammad Aziz, Anuradha Paudwal,Udit Narayan, Asha Bhosle, Tinu Anand, Kumar Sanu, Alisha Chinai, Sadashiv Amrapurkar Lyricist:Shyam Raj Music Director:Pankaj Bhatt Film Director:Abbas Burmawalla, Mustan Burmawalla Film Producer:Ranjit Verma
mp3 songs
mangti hu sajan mangti hu sajan bas ek bar tujhse meri mang mai bhrungi tere nam mere sajan sato janam tak kya kahu mai janam kya kahu mai janam teri mang se hi roshan mere pyar ki ye dunia mera nam tujhko dunga sato janam tak magti hu sajan
mujhko chhu kar tere labo ne dil me mithi pyas jagayi mujhko chhu kar tere labo ne dil me mithi pyas jagayi tere badan ke khusbu ne to phulo ki bhi nind churayi ho gayi mai aise ho gayi mai aise nadiya sagar me jaise meri mang mai bhrungi tere nam mere sajan sato janam tak mangati hu sajan
sarmili dulhan ki khatir sanso ne chedi sahnayi sarmili dulhan ki khatir sanso ne chedi sahnayi baras rahe ambar se moti, pariyo ne hai sej sajayi diwana ho jau diwana ho jau teri ankho me kho jau eye meri jindgani mera nam tujhko dunga sato janam tak mangti hu sajan
tune diya hai pyar ka bandhan banhan nibhana sato janam tak tune diya hai pyar ka bandhan banhan nibhana sato janam tak pyar ka bandhan janmo ka bandhan tute na ye janam janam tak is janam me ye wada is janam me wada adhura rah jaye to intzar karna mere pyare pyare sajan agle janam tak kya kahu mai janam kya kahu mai janam teri mang se hi roshan mere pyar ki ye dunia mera nam tujhko dunga sato janam tak tere nam mere sajan sato janam tak
Posted by: {Anju}
|