Song Lyrics Title : Kabhi bekasi ne mara Song Lyrics Movie : Alag Alag 1985 Singers : Kishore Kumar Song Lyricists : Anand Bakshi Music Composer : Rahul Dev Burman Director : Shakti Samanta Music Label : T-Series
mp3 songs
Haai ho, oh ho ho, oh oh ho ho ho Yeh gazal hai na geet hai koi Yeh mere dard ki kahaani hai Mere seene mein sirf, ho Mere seene mein sirf shole hai Meri aankhon mein sirf paani hai Kabhi bekasi ne maara Kabhi bekasi ne maara Oh, kabhi bebasi ne maara Kabhi bekasi ne maara Oh, kabhi bebasi ne maara Gila maut se nahin hai Gila maut se nahin hai Mujhe zindagi ne maara Kabhi bekasi ne maara Oh, kabhi bebasi ne maara
Muqaddar pe kuch zor chalta nahin Voh mausam hai yeh jo badalta nahin Muqaddar pe kuch zor chalta nahin Voh mausam hai yeh jo badalta nahin Kahin thi yeh badnaseebi Oh, kahin thi meri gareebi Kahin thi meri gareebi Kis kis ka naam loon main Oh, kis kis ka naam loon main Mujhe har kisi ne maara Gila maut se nahin hai Gila maut se nahin hai Mujhe zindagi ne maara Kabhi bekasi ne maara Oh, kabhi bebasi ne maara
Bemurawwat bewafa duniya hai yeh Hai yehi duniya to kya duniya hai yeh Bemurawwat bewafa duniya hai yeh Hai yehi duniya to kya duniya hai yeh Na kami thi doston ki Na kami thi dushmanon ki Oh, na kami thi dushmanon ki Kahin dushmani ne loota Kahin dushmani ne loota Kahin dosti ne maara Gila maut se nahin hai Gila maut se nahin hai Mujhe zindagi ne maara Kabhi bekasi ne maara Kabhi bebasi ne maara
Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hai Andheron ki aadat mujhe ho gayi hai Ujaalon se veshat mujhe ho gayi hai Andheron ki aadat mujhe ho gayi hai Raha jab talak andhera Oh, kata khoob waqt mera Oh, kata khoob waqt mera Mujhe chaandni ne loota Oh, mujhe chaandni ne loota Mujhe roshni ne maara Gila maut se nahin hai Gila maut se nahin hai Mujhe zindagi ne maara Kabhi bekasi ne maara Kabhi bebasi ne maara Kabhi bekasi ne maara Oh, kabhi bebasi ne maara..
Posted by : {Anamika Tyagi}
|