Song Title : Antenna (Reloaded SRK Mix) Movie/Album : Everybody On Dance Floor 12 - Remixes [CD 1] Singer : : K.K., Anupam Amod, Apeksha Dandekar
Sapne hain gin ke toh chasma tumhara kyun lagaaye Nazarein hain inki toh hoga kyun nazariya tumhara Apne zamaane mein jo tumne kiya tum jaano Aaj ke zamaane mein bataao yeh karenge kyon dobara
Baatein kare na hamari kabhi tum jo kaho woh dohraaye Rahe dil mein chhupate yunhi dard hamara Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye Kabhi bhoole se bhi signal pakad paaye hamara Antenna, nahin karta match antenna Antenna, nahin karta catch antenna Antenna, nahin karta match antenna Antenna, nahin karta catch antenna
Badhta hi jaata kyun hai voice ka level tumhara Dono hi taraf se jo baatein ho toh samajh mein aaye One way sunenge kyun yeh lecture FM tumhara
Kabhi samjho hamari zara apni bhi hame samjha do Hai jo beech mein apne woh mitt jaaye farak hamara Chaahe jo bhi kahe kabhi tum problem samajh na paaye Kabhi bhoole se bhi signal pakad na paaye kyun hamara Antenna, nahin karta match antenna Antenna, nahin karta catch antenna Antenna, nahin karta match antenna Antenna, nahin karta catch antenna
(you don t know the frequency, why can t you just let me be you don t know the frequency, why can t you just let me be)
Antenna, nahin karta match antenna Antenna, nahin karta catch antenna, antenna
|