Hindi Song Title : Raat Bhar Raat Bhar Hindi Movie/Album Name: Heropanti 2014 Singer s : Arjit Singh Shreya Ghoshal Star Cast: Tiger Shroff and Kriti Sanon Producer: Sajid Nadiadwala Writer: Sanjeev Dutta Music: Sajid Wajid Lyrics: Kausar Munir Production Design: Naren Rahurikar Cinematography: Hari Vedantam Action: Anil Arasu Director: Sabbir Khan
Hindi Lyrics:
Aa raat bhar, aa raat bhar Jaaye na ghar, jaaye na ghar
Aa raat bhar, aa raat bhar Jaaye na ghar, jaaye na ghar Hai saath tu, kya hai fikar Jaaye na ghar, aa raat bhar Jaaye jahaan jahaan jahaan dil kare Jaane kahan kahan kahan fir mile Iss raat mein, beete umar saari umar
Aa raat bhar, aa raat bhar Jaaye na ghar, jaaye na ghar
Raat mujhe kyun, jaane lage yun Kehti hai khud ko badal de tu
Ho raat mujhe kyun, jaane lage yun Kehti hai khud ko badal de tu Chand ko chakh le, taaro ko pee le Aaj zara thoda sa jee le tu
Toh chal chale, gire, pade, uthe, udhe Aa tujh ko laga dun mein mere par Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, aa raat bhar Jaaye na ghar, aa raat bhar
Namkiniyaan hai, nazdeekiyaan hai Rang hi rang hai nazaron mein
Haan namkiniyaan hai, nazdeekiyaan hai Rang hi rang hai nazaron mein Hasne lagi hun, fasne lagi hun Armaan dil mein hazaron hain
Toh paar de, sabhi hadein Gale lage kabhi nahi hone de seher Iss raat mein beete umar, saari umar
Aa raat bhar, aa raat bhar Jaaye na ghar, aa raat bhar
|