Song Title = Ek Bosa Hum Ne Manga Movie/Album = Baayen Hath Ka Khel 1985 Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar Music Composer = Laxmikant, Pyarelal Director = Vijay Kaul Starring = Rajesh Khanna, Tina Munim, Pran, Waheeda Rehman, Danny Denzongpa, Girish Karnad, Kulbhushan Kharbanda
Mp3 Song Lyrics
Ek bosa hum ne manga Ek bosa hum ne manga Raahein maula waah jee Ek bosa hum ne manga Raahein maula waah jee Futein munha se ye na bole Futein munha se ye na bole Leke jaana saah jee Ek bosa hum ne manga haan Ek bosa hum ne manga
Pehale tumne kiya humse wada Phir badal baithe apna iraada Pehale tumne kiya humse Pehale tumne kiya humse wada wada Door se phool hamne dikhaya Tumne sarmake Tumne sarmake chahera chhupaya Is addaa pe mar na jaaye koi Koi is adda pe mar na jaaye koi Koi jaan se na ghujar jaaye na koi Koi jaan se na ghujar jaaye na koi Milate mere jaise chhailla Chum leti chum leti Chum leti agar hoth laila Chum leti agar hoth laila Laila chum leti agar hoth laila
Ho tumse mile tamasa bane koi Koi mehfil mein baap jee Haan ek bosa hum ne manga haan Ek bosa hum ne manga
Oo oo oo ooo ooo oo Jamane mein jo log hain ishq wale Jamane mein jo log hain ishq wale Hain andaaz unke jahan se nirale Tadapkar hi chahein ghujari ho raatein Magar sabse kahete nahi dil ki baate Magar sabse kahete nahi dil ki baate Magar sabse kahete nahi dil ki baate To mehfil mein kahiye To mehfil mein kahiye na mele mein kahiye To mehfil mein kahiye na mele mein kahiye Ye parde ki baatein hai parde mein kahiye Ye parde ki baatein hai parde mein kahiye
Samjo jara ishara mera Jo hain milneki chaah hai jee Ek bosa hum ne manga haan Ek bosa hum ne manga
Zulfa walo ki ho galiyo ke phere ho Zulfa walo ki ho galiyo ke phere ho Lutana chahe ho ujale andhere Ishq bazi to ho hain kaam apna Ishq bazi to ho hain kaam apna ho Tum kahan fas gayein yaar mere Aap bachana jee hey chadhati jawani Humm na hoke utar na jaaye paani Ishq ka khel sasta nahi hain Tumse bachoke bas ka nahi hain Tumse bachoke bas ka nahi hain Tumse bachoke bas ka nahi hain Are dodo nazar mile hain phir bhi nahi koi Dekha baap jee
Ek bosa hum ne manga haan Ek bosa hum ne manga Raahein maula waah jee Futein munha se ye na bole Leke jaana saah jee Ek bosa hum ne manga haan Ek bosa hum ne manga.
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|