Song lyrics title : Hairat Zada Hoon Main Song lyrics movie : Jaana Pehchana (2011) Singer : Sachin Song Lyricists : Ravindra Jain Music Composer : Ravindra Jain Music Director : Ravindra Jain Director : Sachin Pilgaonkar Music Label : Saregama Starring : Sooraj Barjatya, Sachin Pilgaonkar
lyrics
Hairat zada hoon mai, kya dekhta hoon mai Jaana hua, pahchana hua, ye kon aa gaya Waisa hi rang hai, waisa rup hai Dekha hua samjha hua, ye kon aa gaya
Barso se is dilruba ki, taswir dil me saji Murat ye hai usi ke, sanche me dhali Jispe fida hu mai, jise poojta hu mai Lekar yaha phir uski adda, ye kon aa gaya
Uski khusbu hawao me bikhri, uski garmi hai mahol me Do dil yahi pe bandhe the, wafa ke khol me Manjar saje saje mujhse ye puchte Lekar tujhe phir is jagah ye kon aa gaya Hairat zada hoon mai, kya dekhta hoon mai Jaana hua, pahchana hua, ye kon aa gaya.
Posted by : {Anju}
|