Song Lyrics Title : Bach Gaye Bach Gaye Song Lyrics Movie : Chacha zindabad Singer:Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Music By:Madan Mohan Lyricist:Rajinder Krishan
mp3 songs
ho haa haa aaa haha ha ae bach gaye haan bach gaye ham dono fanste fanste ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye haan bach gaye ham dono fanste fanste ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye
main gawalan prem nagar ki preet hai meri pooja main gawalan prem nagar ki preet hai meri pooja main nahin hoon tera kanhaiya dhoondh le koyi dooja dhoondh le koyi dooja arre tarbooja kharbooja jiski karti rahna pooja teri jaisi to hamko nahin jaante teri jaisi to sanu nayon chalti bach gaye haan bach gaye ham dono fanste fanste ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad he bach gaye
mera raag yaman kalyan aur meri videshi taan taan taan mera raag yaman kalyan o dar taani tade de de taana derena o dar taani tade de de taana derena dir dir taani dir taani ta derena dir dir taani dir taani ta derena o dar taani ta da pa o dar taani ae ri pa pa pa hiba o hoba baba hoba ri pa pa pa hiba o hoba baba hoba chocolate main khata hoon aur tu khaati hai paan fans jaati jo kahin supaari nikal hi jaati jaan jo na katta apna patta kahan se laata choona katta baitha rahta tod ke apna mattha choona patta chalo choote bhi iss janjaal se chalo choote bhi iss janjaal se he bach gaye haan bach gaye ham dono fanste fanste ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad he bach gaye
aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi aa gaya ji ab do rasta ghadi bichadne ki aayi tum udhar khush ham idhar khush acha ji acha goodbye wish me goodluck ram bhali kare thankyou very much teri bhi sooni bhare
kabhi hamaare ghar bhi aana saath me apne unko laana apne bacchon ko bhi laana chaay waay peekar jaana soda hai lemon hai daal hai chooda hai poori hai bhajiya hai garma garam bhajiya hai badhiya khaale karaari gazak raama badhiya khaale karaari bas bas apne bacchon ko bhi laana chaay waay peekar jaana kabhi hafte maheene yaa saal se kabhi hafte maheene yaa saal se he bach gaye haan bach gaye ham dono fanste fanste ham bhi chale aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye ho haa haa haa ho
|