Song Lyrics Title = Nazar Lage Na Saathiyon Song Lyrics Movie = Des Pardes Singers = Amit Kumar, Kishore Kumar, Manhar Udhas, Vijay Benedict Song Lyricists = Amit Khanna Music Composer = Rajesh Roshan Director = Dev Anand Music Label = Saregama Starring = Dev Anand, Tina Munim, Pran Release on = 29th June, 1978
mp3 songs
Aray nazar lage na saathiyon Aray ho ho ho ho oo Aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mem ka Abbababababababababa
Aray nazar lage na saathiyon Aray ho ho ho ho oo Aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mem ka Abbababababababababa
Wahan mile the theke mein aray hum tum kuch din pehle Yahan mile in vish mehkhane me phir desi pehle Aray hukka beedi peete the wahan baandh ke resham pagdi Aray kas ke boot pehan ke suit Abaad kare koi tagdi Yadein wadein Sapne iradein Bhooli baatein Yaad kara de
Aray hatke bhatke Youn hi atke Rehte hai hum latke latke Aray ulta chor kotwaal ko datein Ye dastoor purana Humne mana Aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mam ka
Aray soch samajh ke aage barhna Aag ka ye ek dariya Dil walo se milna ho to banda hi ek jariya Wahan wo jeewan saathi hai yahan roj naya saawariyan Wo bhi theek to ye bhi theek hai Apna apna nazariya Jhoomar payal Bindiya kaajal Na chunri hai Na hai aachal
Roz baras ke ud jata hai Ye angrezi husn ka badal Aray do paathan ke beech me yaron saabut bacha na koye Oye ye ku hoye, hoy!! Aray aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mam ka Bale balle balle balle balle balle balle
Ek din humko bheja tha ab kis ko bhej ke aye Aray hum to jhatke kha baithe ab tum kya khane aye Aray baat karo kuch kheton ki Tum jahan se hoke aye Aray yahan to pal pal dhuwe ke mare Dam hi ghutta jaye
Ao ao Unhe pilao Soye huwo ko zara jagao Darte darte Kaam hai karte Sao baar bache hai marte marte Aray khaao piyo mauj manao mauka phir nahi ana Aray lala Aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mam ka
Aray nazar lage na saathiton Aray ho oh oh ho ho Aaj bhari mehfil mere kahin dol na jaye dil In gori gori mam ka.
Posted by : Pryanka Shukla
|