Song Lyrics Title = Tera Naam Liya Dil Thaam Liya Song Lyrics Movie = Dharam Kanta Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri Music Composer = Naushad Ali Director = Sultan Ahmed Music Label = Saregama Starring = Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra, Waheeda Rehman, Reena Roy, Sulakshana Pandit, Amjad Khan Release on = 13th August, 1982
mp3 songs
Dil ke bajar daulat nahi dekhi jati Pyar ho jaye to surat nahi dekhi jati Ek ada par ye dilo jan nichawar kar du Mal acha ho to kimat nahi dekhi jati Ulfat ko jamana kya jane Ulfat ko jamana kya jane Ulfat se to hamne kam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya
Hum bhi to inhi do bato par Hum bhi to inhi do bato par Badna mhue ilzam liya Ke tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya
Parda bhi hai or parda bhi mahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi Chilman kahi padi ho sarakati jarur hai Dilwalo ki nigah pahuchti jarur hai Kangan ho ya chudiya ho magar bichhadi rat ho Koi na koi chiz khanakti jarur hai Parda bhi hai or parda bhi mahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi Jalwa bhi hai or jalwa bhi nahi
Andaz yahi dikhlake sanam Andaz yahi dikhlake sanam Dil tune sanam bedam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya
Jo aag hai tere sine me Wo aag idhar bhi jalti hai Tumhare dard betab hamko rat bhar rakha Kabhi takiya idhar rakha Kabhi takiya udhar rakha Tumhari rah dekha kiyae hum bekarari me Kabhi chhokhat par sar rakha Kabhi khidki pe sar rakha Jo aag hai tere sine me Wo aag idhar bhi jalti hai
Diwane teri chahat me kabhi Diwane teri chahat me kabhi Hamne bhi nahi aram liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya
Bottle me kaha pyale me kaha Masti hai jo teri ankho me Tumhari mad bhari ankho ke ham sarabi hai Hatao feko ye juthi sarab ki bottle Nasha jawan ime hota hai dil me hota hai Nasha sarab me hota to nachti bottle Bottle me kaha pyale me kaha Masti hai jo teri ankho me Masti hai jo teri ankho me
Jis din se milayi tujhse najar Jis din se milayi tujhse najar Hatho me na humne jam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya
Mane ke na mene tu pyare Kahte hai jo hum par biti hai Sabne mahfil ke liye dhama banaya mujhko Jiske ma ihath lagi usne jalaya mujhko Maine mana ke tu mere liye bechain raha Maine mana ke tu mere liye bechain raha Jane man tune bhi rato ko jagaya mujhko Mane ke na mene tu pyare Kahte hai jo hum par biti hai
Jab sham dhali jab dard utha Jab sham dhali jab dard utha Is dil ne tera di nam miya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya dil tham liya
Tera nam liya tera nam liya Nam liya nam liya nam liya Tera nam liya dil tham liya Tera nam liya.
Posted by : Priyanka Shukla
|