Song Lyrics Title : Kuch Toh Hua Hai Song Lyrics Movie : Singham Returns 2014 Singer : Ankit Tiwari, Tulsi Kumar Music : Ankit Tiwari Lyrics : Sandeep Nath, Abhendra Kumar Upadhay Star Cast : Ajay Devgan, Kareena Kapoor Khan Music Label : T-Series Directed by : Rohit Shetty
mp3 songs
Raaton ko apni palkon se Khwaab sajaane do (khwaab sajane do) Phir khaabon ko aankhon se Neend churaane do...
Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do
Kuch to hua hai (ye kya hua) Jo na pataa hai (ye jo hua) Kuch toh hua hai (samjho kuch samjho na..)
Jo kadam kadam chalun Tujhe hi tay karun main Saansein bankar tujhe odh lun Tu khayaal sa mila hai Jisko gin sakun main Aadaton mein tujhe jod lun
Tujhse roshan raatein saari Tujhpe hi khatam baatein saari Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do Kuch toh hua hai (ye kya hua) Jo na pataa hai (ye jo hua) Kuch toh hua hai (samjho kuch samjho na..)
Tujhe ek baar pyaar se jo chhu sakun main Waqt ko phir wahin rok doon Phir dil machal ke gar hadon ko bhool jaaye Dhadkano ka safar chhod doon
Tune di hai saari khushiyan Tu hai toh hai meri duniya Khaamoshiyan rakhti hain Apni bhi ek zubaan Khamoshi ko chupke se sab keh jaane do Kuch toh huaa hai (ye kya hua) Jo na pataa hai (ye jo hua) Kuch toh hua hai (samjho kuch samjho na..)
Posted by : {Anamika Tyagi}
|