Song Lyrics Title : Duniya Kismat Aur Khuda Song Lyrics Movie :Gumrah (1993) Singer: Alka Yagnik, Asha Bhosle, Kavita Krishnamurthy, Mohammad Aziz, Roop Kumar Rathod, Talat Mahmood, Vinod Rathod Lyricist:Anand Bakshi Music Director:Laxmikant Kudalkar, Pyarelal Film Director:Gurudev Bhalla, Himanshu Brahmbhatt, Mahesh Bhatt, Vijay Kumar (1) Film Producer:Girish, Hiroo Johar, Yash Johar
mp3 songs
apni mohabbato pe, tu aitbar karna todha sa aur mera bas intjar karna
duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya
pyar mera jhuk sakta nahi yaar tere kadmo shiva
duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya pyar mera jhuk sakta nahi yaar tere kadmo ki shiva
duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya
mujhe maaro mujhe parvaah nahi maine pyar kiya hai gunah nahi mujhe maaro mujhe parvaah nahi maine pyar kiya hai gunah nahi tan par kitni chote khayi hotho per ek bhi aah nahi nahi ab aur koi do saja
duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya pyar mera jhuk sakta nahi yaar tere kadmo ki shiva
duniya kismat aur khuda dusman ho jaye to kya
bas le ke mera naam jara tu himmat se le kaam jara bas le ke mera naam jara tu himmat se le kaam jara duniya me itna jor nahi hum duniya se kamjor nahi duniya choti hai ishq bada
duniya kismat aur khuda dushaman ho jaye to kya pyar mera jhuk sakta nahi yaar tere kadmo ki shiva
duniya kismat aur khuda dushaman ho jaye to kya pyar mera jhuk sakta nahi yaar tere kadmo ki shiva
yaar tere kadmo ki shiva yaar tere kadmo ki shiva
Posted by: {Anju}
|