Song Lyrics Title = Woh Ek Nigah Kya Mili Movie/album = Half Ticket (1962) Singers = Kishore Kumar, Lata Mangeshkar Song Lyricists = Shailendra (Shankardas Kesarilal) Music Director = Salil Chowdhury Director = Kalidas
Mp3 Song Lyrics
((Wo mere peechhe Haath dhoke pada hai Bachal le mujhe bacha le mujhe Wo mere peechhe Haath dhoke pada hai Bachal le mujhe bacha le mujhe...
Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Zara wo muskuraa diye Shamaaye jaise jal gayi Zara wo muskuraa diye Shamaaye jaise jal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Ahahahahaha he he he he he he...
Kabse dil ko is ghadi Ka intezaar tha Shaam sahar mera Pyaar bekaraar tha Kabse dil ko is ghadi Ka intezaar tha Shaam sahar mera Pyaar bekaraar tha He he sitaara wo chamak Utha to kismaten badal gayi Sitaara wo chamak utha To kismaten badal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi...
Meeta meetha laa-ilaaz ek dard tha Kya bataaun dil ko mere kaisa marz tha Meeta meetha laa-ilaaz ek dard tha Kya bataaun dil ko mere kaisa marz tha He he mareez ispe jee Sakenge haalate sambhal gayi Mareez ispe jee sakenge Haalate sambhal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Hahahahahaha hahahhaha He hahahahahaha...
Jee phiraa ke yaa me kaisi bekasi Kaise paas aayen raah soojhti na thi Jee phiraa ke yaar me kaisi bekasi Kaise paas aayen raah soojhti na thi Tera hazaar shukriyaa Musibaten wo tal gayi Tera hazaar shukriyaa Musibaten wo tal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Zara wo muskura diye Shamaaye jaise jal gayi Zara wo muskura diye Shamaaye jaise jal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi Wo ik nigaah kya mili Tabiyaten machal gayi...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|