Song Lyrics Title = Oonche Sur Mein Gaaye Jaa Song Lyrics Movie = House No. 44 (1958) Singers = Kishore Kumar Song Lyricists = Sahir Ludhianvi Music Composer = Sachin Dev Burman Director = M.K. Burman Music Label = Saregama Starring = Dev Anand, Kalpana Kartik, K.N. Singh
mp3 songs
Unche sur me gaye ja Masti me lahraye ja Dunia ke bazar me apna band bajaye ja Unche sur me gaye ja Masti me lahraye ja Dunia ke bazar me apna band bajaye ja Dunia ke bojh ko sar se utar dde Chinta ke bhut ko banduk mar de Dunia ke bojh ko sar se utar dde Chinta ke bhut ko banduk mar de Kyu bhai maine thik kaha Ha ha tumne thik kaha Are tab fir maine thik kaha Unche sur me gaye ja Masti me lahraye ja Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Dunia ki gadiya Dunia ki gadiya chalti hai juth par Dunia ko mar de bate ke but par Dunia ki gadiya chalti hai juth par Dunia ko mar de bate ke but par Kyu bhai maine thik kaha Ha ha tumne thik kaha Are tab fir maine thik kaha Unche sur me gaye ja Masti me lahraye ja Dunia ke bazar me apna band bajaye ja
Dunia ke fer me padna fazul hai Jindagi usi ki hai jo ki dam phul hai Dunia ke fer me padna fazul hai Jindagi usi ki hai jo ki dam phul hai Kyu bhai maine thik kaha Tumne bikul thik kaha Unche sur me gaye ja Masti me lahraye ja Dunia ke bazar me apna band bajaye ja....
Posted by : {Anamika Tyagi}
|