Song Lyrics Title = Laila Majnu Do Badan Ek Jan Song Lyrics Movie = Laila Majnu (1976) Singer = Preeti Sagar, Anuradha Paudwal, Raj Kumar Rizvi Music Director = Jaidev Lyricist = Sahir Ludhianvi
Mp3 Song Lyrics
((laila majnu do badan ek jan the ek jan the jajaba e ishk o wafa ki shan the jajaba e ishk o wafa ki shan the jajaba e ishk o wafa ki shan the shan the laila majnu do badan ek jan the ek jan the...
do kabile aamri or sardari jinme thi kuch to purani dusmani un kabilo ki thi ye noor e njar jinke dil me kar liya ulfat ne ghar or ye ulfat ibadat ban gayi dukh meri mansa kudrat ban gayi maksad unka tauba ye ulfat bana ulfat bana ulfat bana jalwa e rukh did ki jannat bana jalwa e rukh did ki jannat bana jannat bana laila majnu do badan ek jan the ek jan the...
ek din maktabi mulla ne kaha sab likho takhti me nam allah ka sabne likha majnu hi magar laila laila likh raha tha bekhabar laila laila likh raha tha bekhabar aisi ek fariyad aa utha ko kaise kahta khush or ilah ka usne majnu ko saja e sakht di har saja ki dard laila par ladi har saja ki dard laila par ladi maulwi khafa ye manjar dekh ke aap sharmida ho gaya is bhul par pyar masumo ka ruswa ho gaya ja baja dono ka charcha ho gaya...
jab suna laila ke walid ne ye hal sharam aayi or hua behad malal usne laila se kaha martab na jaye ghar ki chokhat se bahar kadam na laye ek din bekar pahre ho gaye laila or majnu achanak kho gaye dono sardaro ke waisihat chh gayi mayan se talwar bahar aa gayi par jo gujre ek nahkmi sitan se dekhte hi rah gaye hairan se hairan se laila majnu khel me masrukh the laila majnu khel me masrukh the galid majnu ne dekha gaur se or kaha laila ke walid se huzur inke khelne ke din khelne do inke khelne ke din khelne do...
tahas me laila ke walid ne kaha kal ik yahi khel ek bada ban jayega bad dua hoga gharano ke liye shram ho ga khandabno ke liye ye gaddar khich kar laila ka hathle gaya is tarah usko apne sath le gaya is tarah usko apne sath phir na koi dekhne aaya unhe dekh na paya unhe jane kis basti me thahraya unhe jane kis basti me thahraya unhe jane kis basti me thahraya unhe...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|