Song Lyrics Title = Sree Raghunadhiki Katha Sravan Song Lyrics Movie = Lava Kusa (2010) Singer = Chithra K S, Sadhana Sargam Music Director = L Vaidyanathan Lyricist = Kiran Mishra, Dharmesh Tiwari
Mp3 Song Lyrics
((shri raghunath ki katha shrvan se hi mitte
paap sada pawan ati pawan aadarsh dham hai charak
sahit ke moksh dayni katha, janak jaa sawyamwar hai janakpur manohar hai garw dikhaya rawan ne dhanush ko toda raghuwar ne shiv dhanu bhang
ki gunj uthi shubh vivah ki shobha badhi subh tithi subh
ghadi shiv ke hari ke pani grahan ka ati sunder
darshan...
ananad ananad charo disha devi sita bani hai
dulahaniya prabhu ram bane dekho dulha anand anand
charo disha shri raghunath ki katha shravan se hi mitte
paap sada sita ayodhya aayi raghuwar ke sang charo disha me faila khushiyo ka rang rajyabhishek ka nirnay hua rani kaikayi ne
usko roka ram banwas kare bharat hi ho raja pati se war manga teer laga jaisa dashrath ji murchit hue putr moh ko taj na
sake re sheesh jukhaye lete vidayi chalte awadh se
ram raghurai chale siya lakshman ke sang ram ban gye
vanwaasi shobha badh gayi van kal ki mudi katha kuch aisi roye sabhi rehvaasi shri raghunaath ki katha shravan se hi mitte
paap sada...
wan pe parnkuti hai raam nivaas yahi hai swarn hiran ki aankhe chamki seeta reh gayi
use dekhti man ko na rok saki mrig chahiye ye kehti ye kaamna poorn kare ye shrri raam hai van
ko chale ati chatur bhringi maayavi wo mrig bana
maarich shri raam ka baan use jaise laga wo dusht
laga fir cheekh lakshman lakshman lakshman bhawti bhikhshaam
dehi raavan wahan ja pahuncha bhikshuk sa banke dene biksha nikli hai seeta jaise paar ki
lakshman rekha dhara sahit utha liya dharni suta ka haran
kiya shri raghunaath ki katha shravan se hi mitte
paap sada...
seeta seeta praan piya soona soona jiwan hai virahshul si chubhan
hai siya ke bina raha na jaaye man mandir ye
toota jaaye bin dekhe tumhe chain naa aaye pal pal yun sang bita jaaye gati bin jeevan badh na paaye sita kahan kho
gayi tum apna yeh milna jaise ek sapna kanth me dukh hai aankho me praan hai kate hue pankh hai jatu vihang hai sunaate seeta vritant hai aarambh hua hanumant bhagwatam...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|