Song Lyrics Title = Falsafa Ye Zindagi Ka Song Lyrics Movie = Madholal Keep Walking (2010) Singers = Altaf Raja Song Lyricists = Aslam Sani Music Composer = N/A Director = Jai Tank Music Label = Time Starring = Subrat Dutta, Neela Gokhle, Pranay Narayan Release on = 27th August, 2010
mp3 songs
Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ae jindagi mai tujhko mukammal na kar saka
Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ae jindagi mai tujhko mukammal na kar saka
Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjah
Koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir Koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir Char dino se jayda koi rahta nahi hai raaji Ajnabi in logo me laage her chehra apna Falsafa yeh zindgi ka
Mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi Mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi Apne apne daftar jaane ki sanko hai jaldi Sabki aanko me sapne hai aur Laage man pyasa pyasa Falsafa yeh zindgi ka
Lambe safar ki katir yu to sab ke sab aate hai Lambe safar ki katir yu to sab ke sab aate hai Kai musafir raste me hi utar jate hai Udh jata hai ruh ka panchi Mil jaye moka ye jara sa
Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Kitni sari beed me insa lage tanha tanha
Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ae jindagi mai tujhko mukammal na kar saka
Ye mashala hi aisa tha ki hal na kar saka Ae jindagi mai tujhko mukammal na kar saka
Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjah
Koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir Koi aaye koi jaye sab ke sab hai musafir Char dino se jayda koi rahta nahi hai raaji Ajnabi in logo me laage her chehra apna Falsafa yeh zindgi ka
Mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi Mausam ki parvah kise hai barish ho ya sardi Apne apne daftar jaane ki sanko hai jaldi Sabki aanko me sapne hai aur Laage man pyasa pyasa Falsafa yeh zindgi ka
Lambe safar ki katir yu to sab ke sab aate hai Lambe safar ki katir yu to sab ke sab aate hai Kai musafir raste me hi utar jate hai Udh jata hai ruh ka panchi Mil jaye moka ye jara sa
Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Falsafa yeh zindgi ka koi bhi ab tak na samjha Kitni sari beed me insa lage tanha tanha..
Posted by : {Ritu Kesharwani}
|