Song Lyrics Title : Apne Baap Ka Kya Jata Hai Song Lyrics Movie : Mrityudaata (1997) Music Director:Anand Shrivastav, Milind Shrivastav Director:Mehul Kumar Singers:Sudesh Bhonsle
mp3 songs
Apne bap ka kya jata hai Kahi bandh kahi chhaka jam Kar gaya koi kam tamam Chorahe pe jal gayi bas Do ko mar ke bhage das Bich sadak pe nare baji Pandit se takaraya kaji Dharam aur mahajab ke naam pe
Koi dhandha karwata hai Koi dhandha karwata hai Apne bap ka kya jata hai Koi dhandha karwata hai Arey, apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai
Bacha chhota bag bada hai Kamar jhuki hai phir bhi khada hai Usko education ne mara Usko doneshan ne mara Aaj ke dor me aage badana Hai bada mushkil ab padana Jiske pas nahi hai paisa Wo kaha ab pad pata hai Wo kaha ab pad pata hai Apne bap ka kya jata hai Wo kaha ab pad pata hai
Arey, apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Arey, apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai
Gunde ka bhai inspector Inspector ka jija loyar Loyar ka nitha hai sala Alag hai chabi par ek tala Phir bhi hai bas mari mari Jaye kaha janta bechari Upar se lekar niche tak
Har koi ab bhus khata hai Har koi ab bhus khata hai Apne bap ka kya jata hai Har koi ab bhus khata hai Arey, apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai
Achha kam jo karne jao Morache walo se takarao Bap na hoga ma na hogi Sapno ki duniya na hogi Kale mukhade ho jayenge Desh ke tukade ho jayenge Ab bhi kya tu ye gayega Sath mere jo ab gata hai Sath mere jo ab gata hai
Arey bolate kyu nahi hai Apne bap ka kya jata hai Bolati band ho gayi kya Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai Apne bap ka kya jata hai.
|