Song Lyrics Title : Ek Baichaini Song Lyrics Movie : Nayee Padosan (2003) Singer : Sankar Mahadevan
mp3 songs
Shankar: Ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Ho, ek bechaini ek betaabi chhaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Mukhda hai gora gora, naina hai kaale kaale Jisko bhi hankse dekhe, usko paagal kar daale Woh mere dil mein samaayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Vijay: Haan, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Sundari, sundari Shankar: Woh sapnon mein aake jagaaye Pyaar mein paagal mujhko banaaye Palkein jhuka ke door se dekhe Lekin mere paas na aaye Uski chaalon mein masti, uski baaton mein jaadu Jab se usko dekha hai, main tab se hoon beqaabu Oh meri hai sab se paraayi hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai
Vijay: Aa� boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Boli mein uski veena ki taan Adhron pe uske sargam hai Choodi mein uski khan khan ki pyaas Paayal mein uske chhan chhan hai Sundari� Shankar: Woh meri yaadon ki dulhaniya Aayi zameen pe banke chandaniya
Neha: Ho, deewaanon sa haal ho uska Jab jab chhanke meri painjaniya
Shankar: Main uska pehla aashiq, woh meri prem kahaani Uspe ye jaan luta doon, woh hai meri zindagaani Oh mushkil badi ab judaai hai Nayi padosan jab se rehne aayi hai Nayi padosan nayi padosan, nayi padosan nayi padosan
Vijay: Ni ni pa ma re sa, hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Hai ang ang mein jaltarang Swar mein bajti shehnaai Har saaz mein saje geet raag Jab leti hai angdaayi Bekaar ki yeh zid teri hai
Shankar: Arre nayi padosan meri hai
Vijay: Yeh waqt ki hera pheri hai
Shankar: Woh nayi padosan meri hai
Vijay: Na is mein zara ab deri hai
Shankar: Arre nayi padosan meri hai
Vijay: Woh meri hai
Shankar: Woh meri hai
Vijay: Meri hai
Shankar: Meri hai
Vijay: Woh meri hai
Shankar: Meri hai
Vijay: Woh meri hai
Shankar: Arre meri hai
Vijay: Woh meri
Shankar & Vijay: Meri meri meri meri meri meri
|