Song Lyrics Title = Aap Ka Pyar Sar Aankhon Par Song Lyrics Movie = Sar Aankhon Par (1998) Singers = Alka Yagnik, Kumar Sanu Song Lyricists = Sameer Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit Director = Gyan Sahay Music Label = Ultra Music Starring = Dilip Joshi, Shammi Kapoor, Asha Parekh, Mukul Dev, Ayesha Jhulka, Helen Brodie, Naveen Nischol,
mp3 songs
((Aap ka pyaar sar aankhon par Aap ki mohabbat sar aankhon par Dil mein hain kyaa chehara tera Aankhon mein kyaa sapna tera Ye kehata hain mujhse mera dil deewana Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par Aap ki mohabbat sar aankhon par Dil mein hain kyaa chehara tera Aankhon mein kyaa sapna tera Ye kehata hain mujhse mera dil deewana Tu pehali tamann hain meri jaanam Aap ka pyaar sar aankhon par
Phool khile hain tere liye Thandi si hawa jhoom ke chale Hosh uddein hain tere liye Ajeeb si agan dil mein jhale Aaj ka mausam itana pyaar Choom lunga badhake tujhe Ye shararat tum na kar na Lag raha hain dar samujhe Tujhe paakar saara jahan mil gaya hain Tu pehali tamann hain meri jaanam Aap ka pyaar sar aankhon par Aap ki mohabbat sar aankhon par
Koi nahi hain teri tarah Mujh mein bhala aisa hain kyaa Chhaya hain mujh pe tera nasha Dil ka kasoor pyaar ki khatta Pyaar mein tere haal bura hain So na paaya main raat bhar Chinna aaye jeeya na jaaye Badhata jaaye dard jigar Dhadkata hain ye dil tera naam lekar Tu pehali tamann hain meri jaanam
Aap ka pyaar sar aankhon par Aap ki mohabbat sar aankhon par Dil mein hain kyaa chehara tera Aankhon mein kyaa sapna tera Ye kehata hain mujhse mera dil deewana Tu pehali tamann hain meri jaanam Aap ka pyaar sar aankhon par Aap ki mohabbat sar aankhon par.))
Posted by : {Akanksha shukla}
|